Iska Socha bhi na thaab k jo tanha guzri
Wo qayamat hee gahnimat thi jo yakja guzri
aa gale laga lon mere pyare dushman
Ek meri baat nahi tujh pe bhi kia kia guzri
Mein to sehra ki Tapish Tashna Labi bhool gaya Jo Mere Ham-Nafson per lab-e-derya guzri
aaj kia dekh k bher aai hain teri aankhain
ham per yeh ghari hamesha guzri
meri Tanha safri Mera Muqadar Thi "Kaash"
Werna Iss Shehr-e-Tamana se to Dunia Guzri
Itna Tanha hoon K Rooh Tak Mere Pass Nahi
Uske Binaab Mujhe Jeene ki koi aas Nahi
Log Mohabbat Mein hee Sab umer Ganwa dete hain
Ek mein hoon k Nafrat Bhi mujhe raas nahi
Bikhri hai kuch iss tarah mohabbat usey kehna aankho mein utar aaye hai wehsat usey kehna kehna k tere baad se G lagta nahi hai
Be chain si rehti hai tabiyat usey kehna aankho se wazu ker k yeh khamosh aankahin
kerti hain teri roz ibadat usey kehna yeh soch k badnam na ho jaon kisi din
ker li hai tere shehar se hijrat usey kehna mehki hai phir mere aangan mein raat ki rani
Jagi hai tere qarb ki harat usey