Ik mullk ghoom k a rahey hain hum
Gaye the kiun abb pashta rahey hain hum
Muhabat kya yeh hay k koi jo door jae
pir bhool janey main koi kasar chor jae na hu
yu hi hum jehmat uthate hain
chand akshar gungunate hain
ve batate hain raah duniya ko
apni galiyon ko bhul jaate hain
lete parwaaz ab nahi naayir
sirf parr apne fadfadate hain
paanv apne hi uth nahi paate
vo humhe har lamha bulate hain
aap kehte hain likha kya humne
aur hum hain ki muskurate hain
jinko dariya dubo nahi paaya ek chullu bhar mein dhoob jaate hain
uske hothon ki maye kabhi pi thi
umr guzri hai ladkhadate hain
ek tasveer ka sahara le
apni tanhayiaan bitate hain
aapse Dur Bhala Hum Kaise Reh Paate,
Dilse aapko Kaise Bhula Paate,
Kaash Ki aap Saanso Ke alavaaaine Me Bhi Base Hote,
Khud Ko Dekhte To aap Hi Nazar aate.
Chalo Ishq nahi, Chaahne ki adat hai
Kya karein ke Hamein Dusre ki adat hai
Tu apne Sheesha-Gari ka na kar Hunar Zyada Main aaina hoon, Mujhe Tootne ki adat hai
Wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jagne ki adat hai
Tera Naseeb hai ae Dil Sada ki Mehroomi
Na Wo Saki hai, na Tujhe Maangne ki adat hai
Ye Khud aa Jati kab tak
Tu bhi usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki adat hai.
Zindge youn the ke jenee ka bahana tu tha Hum tu faqat zaib-e-hikayat the, afsana tu tha Jese Jese chaha tere hijran main wo log
atee jatee musam the zamana tu tha Dost dost ke hatoon main kamanee theen farhan
Sabhi dekh ke such rahee the, nishana tu tha.