How true my feelings were I found out to be The best thing in my life Was when you married me Thank you my loving wife(loving Husband), For the years we share I know one thing for sure We make a wonderful pair
Jo Meri ankho Pe Marta Tha Meri Baton Pe Marta Tha Na Janay Shakhs Tha Kesa? Mujhy Khony Se Darta Tha Wo Jab B Bat Karta Tha Yehi Har Bar Kehta Tha Suno agar Me Bhol Jaon To agar Me Roth Jaon To Kabhi Wapis Naaon To Bhula Pao Gay Sab Kuch Kia Yohi Hanste Raho Gay Kia? Yohi Sajte Raho Gay Kia? Yehi Baten Thi Bus Uski, Yehi Yaden Thin Bus Uski Muje Malom Hay Bus Itna “Yaar ” Muje Wo Piyar Karta Tha Muje Khony Se Drta Tha
aLLaH’s Pharmacy Is amazing… a sliced Carrot Looks like the human eye and it greatly enhances blood flow to the eyes! a tomato has 4 chambers & is red just like the heart. a Tomato is loaded with LYCOPINE that is pure heart & blood food! a Walnut looks like the brain and Helps develop more than 3 dozen neurotransmitters to enhance brain function! Beans are Kidney shaped and they Heal and help to maintain kidney functions! Subhan allah!
Kisi ne kaha bachpan ek baar milta hai khoob khel kood karlo. Kahin se awaz aai jawani ek baar milti hy khoob enjoy karlo. Ksi ne kaha college life ek bar milti hy khoob masti karlo. Lakin kabhi kisi ne yeh kaha k ZINDaGI B 1 BaR MILTI HaI apny aLLaH ko Razi karlo
azmat k 4 Minaron k 4 azeem aqwal: Insan Khud azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar azeem Hota He, Hazrat abu Bakar Siddiq R.Z Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he, Hazrat Umer Farooq R.Z Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge, Hazrat Usman Ghani R.Z Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro, Hazrat ali R.Z…
Jab Tumhara Dil Gunah ke Kamon mein Lagna Shuro ho Jaye to Yeh is Baat ki Daleel hai ke Tumhara Rab Tum se Naraz hai…’ Hazrat ali (Razi allah ta-alaanho)
Ghafil tujhy gharyal ye deta hai mnadi gardoon nay ghari umer ki teri ek or gtadi jagna hai tu jaglay aflak k saya talay hashar tak soya rhy ga khak k saya talay.