waqt jab humein kareeb laya,
tab pyaar ne apna beej boya.
waqt woh bhi kya h
aseen tha,
jab dil humne khoya thaa.
najar ne jamm yun peelaya tha,
ki n
ashein main jhuma saara jahan thaa.
pyaar humein kareeb yun laya ki,
har sapne ko a
ashiyan mil gaya.
jeevan humhara naam tumhare ho gaya,
aur saath pheeron ne indradhanush ke raangon se isse bhar diya.