Apni khus
hiyan luta kar tujh pe kurban ho jaon,
kash kuch din tery shehr main mehman ho jaon,
Tu apna nayab DIL mujh ko de day aur p
hir mangay,
Main mukar jaon aur bey-imaan ho jaon,
Tu mujh pe sitam karay har kisi ki tarha,
Main teri is ada par b meharban ho jaon,
Tu mery paon k nichay se zameen
kheench layaur main tera aasman ho jaon
Tu mujhse door door bhagti p
hiray,
Khuda koi mujzaa karey aur main tera NAAM ho jaon...