Is dIl ka kaha mano ek kaam kardo,
EK benaam si mohabbat mere naam kerdo
Meri zaat pe faqat itna ehsaan kerdo,
GHar se nahaker niklo, poray ilaaqay ko hairan kerdo
Mobile pe ek virus agaya hai,
agar 00000420 no se koi call aaye to atend nahi kerna ,
werna insan ban jaoge... sialkot main do ghade insan ban gaye hen..
SO BE CAREFUL!!
Mujhe pata hai tum aaj bhi use pasand karte ho,
Woh aaj bhi tumhe chahti hai,
Jab bhi tum uski gali me jaate ho,
To woh BHONK-BHONK kar apna Pyaar jatati hai.