Inda SMS Messages1123 messages

Sagar kinare baithe
Lehron ko dekh rahe
Uchhalti, Kudti, chulbuli si
Koi chhoti, to koi badi
Surya ki keerne se khelte khelte
Kinare se takrati
aur sagar mein phir se sama jaati
Jaise sukun ki neend le rahi ho
Yehi hai zIndagi!!!
Ik arsa-e-firaq tha,ik lamha-e-visal

Uska b ye hal tha mra b yeh hal

ZInda na reh skainge judai k bad hum

Uska b ye khyal tha mara b ye khyal

Mudat k bad kyon ha labon pe ye khamoshi

Uska b ye swal tha mara b ye sawal

Bhula nhi ha wo b muje,main b aj tak
Uska b ye kmal tha mara b ye kamal.
tre bina zIndagi se koi shikwa nahi..

tere bina bhi lykn zIndagi,zIndagi nahi.
ho k shrmInda gunahon se kabi sar jhuka to sahi..

wo karega maaf tujhe do aask baha to sahi..

rehegi chandni qabr me bi sath tere..

arey NADAAN apne haath utha k daman phela tu sahi.
bhool kar bhi na kandha dena mere janaze ko..

"aatish"

phir se zInda na ho jaon teri banho ka sahara dekh ka
Tujhko paa lene me ab wo betaab kaifiat kahan

ZIndagi to wo thee jo teri justju me kat gayi
ae zIndagi tujh se acha tu mera zakhum hai.

jub dard hota hai to ehsas dilta hai zInda hone ka..
, nahin door mujh se qareeb hai

Mujhe uska gham to naseeb hai, wo agar nahin tu naheeN sahi
hum bhi zInda hain saqi kisi chahne wale ki waja se..

warna do gazz zamin to kahen bhi mil jati hai...
Leta Hoon Tera Naam Tou
Ulajh Jata Hoon Saanso''n Se

Samajh Nahi Aata ZIndagi
Saanso''n Se Hy Ya Tere Naam Se ...
duniya sey mukhtalif hai mera andaaz-e-zIndagi ghalib..

mein zakham khaata hoon to aur nikhar jaata hoon...
Kia Rakha Hy Apni
ZIndagi k Iss Afsaney
Mein "GHALIB"

Kuch Guzri Yaar Bananey
Mein Kuch Guzri Yaar
Bhulaney Mein !!!