Inda SMS Messages1123 messages

Kabhi tum milnay aao na
Tumhein mehsoos karna hai
Tumhein bahon mein bharna hai
Tumhari zaat mein kho kar
Tumhara hissa banana hai
Mujhe weeran ankhon mein
Tumhari bikhari baton mein
Wafa ka rung bharna hai
Tumharay phool chehray par
Udasi ka jo manzar hai
Yahan pay apni chahat say
Hansi ko naqsh karna hai
Tumheray sath mil k
ZIndagi ki jung larna hai
Kabhi tum milnay aao na
Tumhein mehsoos karna hai
ek bar kr k aietabar likh do,
kitna ha mjh se pyar likh do..

kat''ti nahi yeh zIndagi ab tery bin,
kitna or karon intezar likh do..

taras rahe hen bari mudat se,
is bar apni mohabbat ka izhar likh do..

deewanay ho jayen jisay parh k hum,
kuch aisa tum mere jan likh do..

zyada nhe likh saktay tou mat likh tum,
mohabat bharay lafz do char likh do..

ik bar likho mohabat hai mjhay tum se,
phir yehi jumla bar bar likh do
Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Dil Apni dharkno Kay Beqaboo Honay Ka Khail Dekhna Chahta Hai Ab Laut Aao Kay Aik Bar Phir Meri Palkien Tumhari Nazroon Sey Ghabra Ker Jhukna Chahti Hain Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meray Qadam Tumharey Qadmon Kay Saath Unhin Rastoon Per Chalna Chahtey Hain Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Mera Wajood Tumharey Ishq Ki Aag Main Jalna Chahta Hai Ab Laut Aao Key Aik Bar Phir Meri ZIndagi Tumhari ZIndagi Sey Jurr Ker Khud Ko Jeena Chahti Hai
Kaha Tum Ne
Likho Mujh Ko

''''Mohabbat'''' Kia Hy
Jaana''n ... !!!


''''Mohabbat'''' ZIndagi k
Haath Main

Ek Reshmi Pal Hy

''''Mohabbat'''' Saans
Lene Ka Amal Hy ...
guzar rahi ha kuch es tarah zIndagi jasay........esay kisi ke sahaaray ki aarzoo nahi
Phira Hun Sare Zamane main dar-b-dar Kaisa,
Main tere baad bhi zInda Raha magar kaisa.

Wo janta Tha ke kuch Roz wo nahin tha to main,
Pukarta Raha usko aedhar odhar kaisa.

Main jiske Hijr main Roya hun pagalon ki tarah,
Wo kal mila to hasna mere hall par kaisa.

Aziz tarr thi jise nend sham vasl main bhi,
Wo tere hijr main jaga umir bhar kaisa


Buss aik Shaks ki khatir buss aik dil ke lye,
Waatan ko chor dia diwangy main gher kaisa.

Kahan ki dosti''
Kaisa firaq
Kuon faraz??

Main khud ko bhol gaya hun tujhe bhol Kar kaisa...!
Dilon Se Khelne Ka Hunar Hamein Nahi Aata,

Isliye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye,

(M)er(i) ZIndagi Se Shayad Unhe Bohot Pyar Tha,

Isi Liye Mujhe ZInda Hi Maar Gaye.
Kch Aisa Mere Khuda
Mo''ajza Ho Jaye

Meri Yaad Main Us Ki
Raat Subha Ho Jaye

Wo Chahy Tou Mujh Ko
Wo Maangy Tou Mujh Ko

Naam Le Jo Mera
Dua Ho Jaye

Wo Shaks Jo
Ek Khwab Sa Lgta Hy

Meri Umar Bhar Ki
Wafa Ho Jaye

Haath Thaam K Chalo''n
Main Hamesha Us Ka

Haath Chorho''n Tou
Mujh Se Khafa Ho Jaye

Dunya Main Koi
Us Jesa Na Ho

Wo Mukuraye Tou
Dunya Fana Ho Jaye

Yun Tou Bichar k
Sabhi Jeetey Hyn

Lekin

Wo ZIndagi Na Miley Jo
Tu Kahin Bhi Rahe Sir Pe Tere ILzaam To Hai

Tere Haathon Ki Lakeeron Main Mera Naam To Hai

Mujh Ko Tu Apna Bana Ya Na Bana Teri Khushi

Tu Zamane Main Mere Naam Se Badnaam To Hai

Mere ZIndagi Main Koyi Khushi Na Aayi Na Sahi

Teri ZIndagi Main Mere Naam Ki Koyi Shaam To Hai

Dekh Kar Laug Tujhe Naam Mera Lete Hain

Is Pe Main Khush Hoon Mohobbat Ka Ye Anjaam To Hai
Har din ke kaam me kho na jana,

Barish ki masti me dub na jana,

Milegi zarur zIndagi me manzil tumko,

Kamyaab ho kar kahi hume bhul na jana
Chahe dil pyaar kare koi humse bhi
Humse koi vada kare aur nibhaye bhi
Khub sataye hame aur manaye bhi
ZIndagi bar saat de aur saato janam bhi

Maangi Thi Hum Ne
Tum Se mohabbat
Ki ZIndagi

Tum Ne Tou ZIndagi
Ko Mohabbat Bana
Dia ... !!!