Inda SMS Messages1123 messages

ae khuda wand tala ye kasi teri dunyia hai.

Kah zInda insan zindgi mangta hai tuj se.
ye dil ka parInda bhi ajab shey he keh jisne,

Pyasa bhi raha dasht se hijrat bhi nahen ki.
meri zIndagi main faqat..

do he kaam, na mumkin rahy"wasi"

tujhy paa lene ki tamana.

ya phir?

tujhe bhool jane ki khawaish....
Waqt guzra tu yah malaal howa.
Khatam ak zIndagi ka saal howa.
Kitne shiddat say koee yaad aya.
Aaj jeena bara mahaal howa.
Soch ke jheel main gira pathar.
Be sabab mustashirkhyaal howa.
Lo dekhay bohat magar jana.
Koe teri kaha misaal howa.
ZIndagi ki raho''n mai
Koi tumko yaad aaye
Tum usey bhula dena
Khwab aa k palko''n pe
Bheeg bheeg sa jaye
Aik damm mita dena
Warna laug samjhenge
Koi tumsey roothha hai
Aitebaar toota hai......
Anjaam-e-Judaa¡ se Mujhy darr Nah¡ Lagta

"jAAnA"
jo Rooh ka h¡ssa hoty ha¡ñ ZIndag¡ Bhar sath Rehty hain
ZIndagi ne sikhaya hamein
kisi par ummid nahi rakhna,
par rakhna aitbaar har kisi pe,

ZIndagi ne sikhaya hamein
agar tum khudko chahoge
to har koi achha lagega,

zIndagi ne sikhaya hamein
tumko bura nahi lagega,
agar dekhoge samne wale ki nazar se,
Tum Se Meri Baat Hui Thi
Tum Ne Mujh Ko Samjhaya Tha

Apni Zaat Se Baahir Niklo

Ghar Ko Loto
Ghar Ko Dekho

Aur Bhi Log Tumhare Dam Se ZInda Hn
Tum mein Apni Saari Khushiyan

Dekh rahay Hain
Soch Liya Hay

Dekh Liya Hay
Laut Aaya Hun

Lekin Meray Ander Koi Toot Gaya Hay
mere begair nahi hogi teri shnakht kbi puri...

teri zIndagi k sath mere hawalay bohat hain...
mat chor mera sath tu zIndagi mein is tarah mohsin..

shayad hum zInda hain tumhary hi sath rehny say..
Manzilain un ko
mila karti hain
jin ka sheva ho
faraib...


Hum ne to
Daastaan-e
sadaaqat main
luta dee
zIndagi apni..
ZIndagi agar jaam hai tu saqi pee jane de..

mujhe bi kisi ki ankhon se toot kar bikhar jane de.