Maa tab be roti he jab beta khana nhe khata, or Maaaaj be roti he jab beta khana nhe deta, ak Maa se 3 beety paali jaty he,magar 3 beto se ak Maa pali nhe jati,
December Jab bhi ata hai wo pagli... phir se beety mosumo'n ki talkhion ko yad karti ha purana card perhti hai k jis main os ne likha tha Main Lauton ga December main
Nai Kapry bnati hai wo sara ghar sjati hai December k her ik din ko wo gin gin ker bit'tati hai junhi 15 guzarti hai wo kuch kuch toot jati hai magar phir bi purani albumo'n ko khol ker mazi bulati hai !!! nahi maloom ye osko k beety waqt ki khushian Bohat takleef deti hain mehaz dil ko jalati hain... yunhi din beet jaty hain December laut jata hai magar wo Khush feham larki... dobara se calendar main December k maheeny k safhy ko mord ker, phir se Phir se December ke sahar main Doob jati hai k akhir os ne likha tha....
Usey kehna December aa gaya hai.. December k guzartay hi.. Baras ek aur mazi ki ghupa mein doob jaaye ga.. Usey kehna December laut aaye ga.. Magar jo khoon so jaayega jismon mein na jaaye ga.. Usey kehna hawayen sard hain.. aur zindagi k kohray deewaroN main larzaan hain.. Usey kehna shagoofay tehniyon mein so rahay hain.. aur un par barf ki chadar bichi hai.. Usey kehnaagar sooraj na niklay ga.. To kaisay barf pighlay gi... Usey kehna.. KI... Lot aaye...!
Manoos ajnabi ab k December may Main nay bhi kuch khawab sjaye hain apni sard aankho'n may per darr lagta hai kahi yeh meray khawab pghel na jaye Dhoop pernay per....!!
Usai Pata Hai Mujse Intzar Nahi Hota Phr B Karwata Hai Usai Pata Hai Tanhai achi Nahi Lagti Phr B Chor K Chala Jata Hai Usai Pata Hai Wo Mere Jism-O-Jan Main Basta Hai Phr Bhi Wo Mujhe Bhul Jata Hai Usai Pata Hai Muje Usai Mohabbat Hai Phr Bhi Wo Muje Satata Hai Khud To Yad Karta Hai Jbi Usko Bhulana Chahun Wo Yad aa Jata Hai Wo Muje Bohat Satata Hai Kbi Nafrat To Kbi Pyar Jatata Hai Kehta Hai Dost Hai Hum Phr Q apni Mohbat Jatlata Hai Wo Bohat Satata Hai Izhar-E-Mohabat Main Wo Inkar Batlata Hai Par Kehta Hai Wo Muje Bohat Chahta Hai Jab Tanha Hota Hai Mere Pas ata Hai Muje Tanhaeyon Main Chor Jata Hai Wo Muje Bohat Yad ata Hai Wo Muje Bohat Yad ata Hai
her saal jaunary, humain kuch sapnay dikhati hai, jis ko poora kernay main, december aa pohanchta hai, zindagi aur akheer bi mano, umer kay january aur december hain, zindagi ki january bi jo khwab dikhati hai, admi umer ber un ko poora kerta rehta hai, aur umer ka december aan pohanchta hai, aur saal ki terha, saans bi khutum ho jati hai...