Hijir ka taara doob chala hai dhalny lagi hy rat wasi Qatra qatra baras rahi hai ankhon se barsat wasi tery bad ye dunya wale mujh ko pagal kar dein gy khushbu k dais mein mujh ko le chal apne sath wasi yunhi chup ki mohr laga kr kb tk gumsum betho gy khamoshi se dum ghut-ta hy chero koi baat wasi
Masroof hai din raat usy wakat kahan hai wo muj sy kary bat usy wakat kahan hai betabi-e-dil ka usy andaza kahan hai samjy mery jazbat usy wakat kahan hai
Ye tu Dil tha Dewana k Tum per aa gaya Warna Hum Keemti pathron ko be uthaya nhi krty Ye mana k Tum Haseen hoo magr ye be sun loo Hum Haseen logon se dil lagaya nhi krty Jis se Krty hain pyar bus ek hi baar krty hain Baar baar hum b kisi ko sataya nhi krty
Gulshan ki tarah muje mehkaya karo tum Din dhal jaye to raat ki rani ban jaya karo tum Muje Tanhaion say bohat khouf aata hay R kuch nahi to mera saya hi ban jaya karo tum Tera Firaq muje khud say b begana karta hay Khawab main b naapna daman churaya karo tum
Kitni Sada, Kitni Pyari, Kanch Ki Chori Jesi Larki, ...College K Ik Kamry Me Bethi, Jany Kya Kuch Soch Rahi Thi, Us Ka Hath Kalai Pr Tha, Or Who Kch Kch Khofzada Thi, ab Kia Hoga??? Mai B Us K Pas Hi Betha, Us Ko Ghur Sy Dekh Raha Tha, Mene Us Ka Hath Pakra, aur Pyar Sy Pocha, Kiya Qissa Hy????? Uski ankhen Bheeg Gaien, aur Wo Dheemi Si awaz Me Boli..
tu nay mujh say poocha hay, kay mein kesay rehta hon yeh jo jalta dard sa hay, kesay usko sehta hon sham dhalay dehleez pay bethay, kya tujhko ab bhi sochta hon jab yad bikharnay lagti hay aur sans attuknay lagti hay jab sooraj gumm ho jata hay aur chand bhi jalnay lagta hay tu khud say poochnay lagta hon yeh mein kesay rehta hon, dard ko kesay sehta hon. mein kuch easay rehta hon
kiya likhon tery naam sajan tuje sochon subho sham sajan tm neeli jheel ka pani ho mohobbat ki ek kahani ho tm pyar ka meethe bol ho tm hr ek se anmol ho tm aasman ka badal ho tm mari aankh ka kaajal ho tm mere mann ki jeet ho mere labon ka geet ho tm chaman me khilta gulaab ho chahat se likhi kitaab ho tm mere liye mere sanam ho jo toot na sake wo kasam ho kiya likhon tery nam sajan tumhe sochoun subho shaam sajan