November ki ik sard sham main. Tum nay hamaray hath tham kar hamari ankhoon main jhankhtay hoy kha tha. k jab purwa ki thandi hawain chalain gi. kali ghatain laharah kar ain gi. Sawan TOOT kar barsay ga*TU*asay main achanak Chupakay SaY MaIN ajao Ga. *JaNa* SaDIOON SaY HaMaIN US SaWaN Ka INTZaR HaY*
aye Khuda...Sun...Zara... Haath Mere Uthey Jab Dua k liye... Lab Hiley,aankh se chand Qatrey Girey Ghaur se main ne Dekhi Hatheli wahan... Qatre Moti k jaisey chamakne lagey... *Khushboo* Ghulne lagi jab Meri Sans me Khul k Ehsaas mujh ko hua iss tarha.... arsh Par Badalon se Parey Uss Jagah Poori Hone Lagi meri Har ek Dua Wo Dua jiss ko Boya tha Dil k Jahan aabiyari thi ashkon ki Har pal wahan Soz hardam Tadap aah o zaari Rahi Wo Dua kesey na Rang laati meri? Ek Muddat ye gham mujh pe haawi Rahey Mere SaJDE tere Dar Sawali Rahey aour TU iss Qadar..iss Qadar Mahraban.. Hai Tere hi Karam ki ye sab Inteha Mere Hathon ko Girne se hi qabl yun Bhar Di Jholi meri Tu ne Rabb E Jahan... Hai ye tera Karam... moajza jo kiyaa.... ***WO JO MERa NaHI THa**** mera HOGaYa....
Sabub Judai Ka Kuch To Batao Mujhay Phir Chahay Dil-O-Jaan Say Satao Mujhay Chalo Ye Mana K Fursat Nahe Tumhay Magar Ye Lazim To Nahe K Bhool He Jao Mujhay
WO mujhay choor gya hay y baat tu sach hay magar baat hay ruswai ki WO jhan khain bhi gya loat kay meray hi pas aya ik yahi baat achhai hay meray harjai ki
Husband- Ek writer ne likha hai ki "Shohar ko bhi ghar ke mamlo mein bolne ka haq hona chaahiye..."
Wife- Woh bechaara bhi dekho likh hi paya, Bol Nahi Saka.!