a SMS Messages26245 messages

~Main Mer Gaya~

Mera Derd Tha Meri aa$ Thi Main Jidher Gaya Main Jahan Gaya
Mera Din To Younhi Guzer Gaya Jonhi $haam Hoi Main Bikher Gaya

Is abar ka Merey Do$t $ay Kitna Milta Julta Mizaaj Tha
Kabhe Toot Ker Bikher Gaya.Kabhe Bey Rukhi $ay Guzer Gaya.

Koi Baat Na Keh $aka .Thori Dair Ka Sath Tha
Wo Mila Tha Raat Khuwaab Main Jonhi $ubah Hoi Wo Bicher Gaya.

Jub Chor Dounga Wo Gali U$ay Yaad aaye Gi Tub Meri.
Wo Dhonday ga Mujhay Gali Gali .Or Khaber Milay Gi Kay.........!
Main Mer Gaya......!!!!

Merey Tamaam Natay U$ $ay Wabista Hain ,,
Laiken Wo Ki$i Or $aY...


kaSH Tum Mil Jatay Phir Kho Jatay To Kuch Tera Ghum Bhe HOta
Nahe Milay To Rona Kai$a Teri Yadoun Main Khona Kai$a...!!
Koi Tallab B nahi aur $ogwaar B hun,
Pukarta B nahi aur Mehv-e-Intezar B hun.
Na jaany kitny iradon Main But Gia Hai Wajood,
Bhula B Dia Hai U$ay Or Beqarar B hun.....
Zindagi teri rah main $hab-e-arzo Teri Chah May
Jo ojar gaya wo ba$a nahi jo bichar gaya wo Mila Nahi
Jo dil-o-nazar ka $uroor tha meray paa$ reh kay bhi Door Tha
Wahi aik gulaab umeed ka meri $hakh-e- jaan Pay Khila Nahi
Mujhay apnay Zab Pay Naz Tha,,

Saray Bazme Jahan Yeh Kya Hoa,,

Meri aank Kesay Jhalak Gai,,

Mujhay Gham Hay Yeh Bura Hoa,,

Meray Zindgi K Charag K Yeh andaz Koi Naya Nahe,,

Kabhi Roshni Kavhi Teergi,,

Kabhi Jala Hoa Kabhi Bujha Hoa,,

Mujhay Rastay May Para Hoa,,

aik Badnaseeb K Khat Mila,,

Kahen Khon-E-Dil say Likha Hoa,,

Kahen aanso-oon Say Mita Hoa,,

Jo Nazar Bache K Guzar Gaya,,

Meray Samnay Say abhi abhi,,

Yeh Meray Shehar Hi K log Thay,,

Tha Meray Ghar Say Unka Ghar Jura,,


T E a R S ! ! ! ! ! !
aey Kaash....

woh phool $i mu$kurahat merey liye hoti
woh ma$oom $hararat merey liye hoti

main u$ zulf ki chaaon main $oo jaata
woh kaali raat merey liye hoti

raat bhar woh ghomaati apna kangan
woh bechayni woh betaabi merey liye hoti

woh ek taara tha khuley aa$maan main
aey kaa$h woh ro$hni merey liye hoti

merey wujood main bhi zindagi ka $uraagh milta
jo woh munawar nazar merey liye hoti

ri$htaa kuch to ban jaata apna bhi
mohabbat nahi na $ahi,nafrat merey liye hoti..!
BHULaYa Na Jaa $aKa

Palkon pe aan$o"on ko $ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
How can I put this... forget I exist?
Kiya hay pyar jisy hum nay zindagi ki tarha..

Wo aashna bhi milla hum say ajnabi ki tarha..

Barha k piyaas meri us nay hath choor diya..

Wo kar raha murawat bhi dil lagi ki tarha..

Sitam to ye hay k wo bhi ban saka apna..

Qabool hum nay kiye jiss k gham khushi ki tarha..

Kisy Khabar thi barhy gi kuch aur tareeki..

Chupy ga wo kisi badli mien chandni ki tarha.....
Ghar Bhi Suna Hay Mere Deed K aangan K Tarha ..

Loot Kar Waqat Na aaya Mere Bachpan Ki Tarha ..

Par Tere Zulf Mere Bahty Huway aasqoon Mien ..

Kisi Selaab Mien Bahti Huwi Nagin Ki Tarha ..

Kar K Ghayal Mujhy Us Ka Bhi Bura Haal Huwa ..

Us Ki Zulfien Bhi Na Suljhien Meri Uljhan Ki Tarha ..

aur Mujh Ko Ghurbat Na Dasa Us Ko Doolat Ki Hawas ..

Bik Gaya Who Bhi Baharhall Mere Fun Ki Tarha ..
I hate you, you hate me, what are we waiting for? Let"s do it.
apny is deewany say berukhi nahi achi..

Ghair sary loogon ki dosti nahi achi..

Tum meri aankhoon mien khuwaab ban k thery hoo..

Khuwab ki haqeeqat say dushmani nahi achi..

Hum tumhari chahat mien din raat tarapty rehty hien..

Youn kisi k jazbaat say dil lagi nahi achi...

agar kisi say ulfat ka karoobar ho jay..

Zeesat tak nibha tu aarzi nahi achi..

Chand tere kirnoo say choor choor ho jay..

Soogwar ratoon mien chandni nahi achi........
Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein..

Pholoon ki tarha hontoon pay ek shogh tabasum nikhry ga..

Dhery say tumhary kanoon mien ek baat purani keh dein gein..

Izhar-e-wafa tum kya jano Iqrar-e-wafa tum kya jano.

Hum baat karien gein gharioon ki aur apni kahani keh dein gien..

Kuch door hamary sath chalo hum dil ki kahani keh dein gein..

Samjhy na jissy tum aankhoon say wo baat zubani keh dein gein......