Ye baat samajh me aayi na
hi,
Aur mummy ne samajhai na
hi.
Mai kaise mit
hi baat karu?
Jab mit
hi c
hiz koi khai n
hi.
Ye chand kaise maamu hai?
Jab mumy ka wo bhai na
hi.
Kyu lambe baal hai bhaalu ke?
Kyu usne triming karai na
hi.
Kya wo bi ganda bachha hai?
Ya jungle me koi naai na
hi.
Nana ki biwi jab nani hai,
Dada ki biwi jab dadi hai.
Papa ki biwi kyon papi na
hi?
Samundar ka rang kyu neela hai?
Jab neel kisi ne milai na
hi.
Jab school me itni neend aati hai.
Toh kyu bed waha rakhwai na
hi?
Ye baat samajh mein aayi na
hiAur mummy ne samjhai nhai.
…