I SMS Messages26216 messages

Bhujay bhujay say ajeeb dIn haIn
Khuwab haI na khayal koI
Na mnzaron meIn koI kashIsh hay
Na mosamon meIn jamal koI
Hum aIk doojay ko apnI apnI
AdhoorI ankhon say dekhtay haIn
HamarI barson kI chahaton par
Utar raha haI zaawal koI
Jo hasna chaheIn tu ashk nIkleIn
Jo rona chaheIn tu hanstay jaeIn
Hamary jazbaat gIrvI rakh kar
Bana raha haI mIssal koI
Ishq k Ilaqay meIn
Hukm-e-yaar chalta haI
Zaabtay nahIn chaltay
Husn kI aadat meIn aajzI tu chaltI haI
Martbay nahIn chaltay
DostI k rIshton kI parwarIsh zaroorI haI
SIlsIlay taaluq k khud say ban tu jatay haIn
LaIkIn In shagoofon ko
Tootnay bIkharnay say
Rokna bhI parta haI
Chahton kI mattI ko
Aarazo k poday mo
Seenchna bhI parta haI
RanjIshon kI baton ko
Bhoolna bhI parta haI
Kyou k
Ishq k Ilaqay meIn hukm-e-yaar chalta haI
Zabtay nahI
Meray ShIkwon Par Us Nay Hans K Kaha Faraz

KIs Nay KI tHI Wafa Jo Hum Kartay
Teray Khaloos Nay Barbaad Kar DIya HaI Faraz

FaraIb Detay Tu Kab K Sambhal Gaye Hotay
Teray Honton K Taqadus Ka Khayal Aata HaI Faraz

Warna Pholon Ko Tu Hum Choom LIa Kartay HaIn
Faraz Nay Is Khayal Say TasbIh Hee Tor DI

Kya GIn K Uska Naam Loon Jo BehIsab Day
apnI khamosh zIndagI maIn bulana mujhko
apnI haseen khuawab kI tasveer banana mujhko,
maIn jo puchun tumhara hal-e-dIl,
to apnI her dharkan kI awaz sunana mujhko
Wo to khushbu haI hawaon may bIkhar jayega
Masala phul ka haI phul kIdhar jayega

Ham to samajhe the ke ek zakhm haI bhar jayega
Kya khabar thI ke rag e jan may utar jayega

Wo hawaon kI tarah khanabajan phIrata haI
Ek jhonka haI jo ayega guzar jayega

Wo jab ayega to phIr us kI rafaqat ke lIye
Mausam e gul mere angan may thahar jayega

AkhIrash wo bhI kahIn ret pe baIthI hogI
Tera ye pyar bhI darIya haI utar jayega
Sabz maddham roshanI may surkh anchal kI dhanak
Sard kamare may machalatI garm sanson kI mahak

Bazuon ke sakht halqe may koI nazuk badan
SIlwaten malabus par anchal bhI kuch dhalaka hua

GarmI e rukhsar se dahakI huI thandI hawa
Narm zulfon se mulayam ungalIyon kI cher char

Surkh honthon par shararat ke kIsI lamhen ka aks
ReshamI bahon may churI kI kabhI maddham dhanak

SharmagIn lahajon may dhIre se kabhI chahat kI bat
Do dIlon kI dharakanon may gunjatI thI ek sada

Kanpate honthon pe thI allah se sIrf ek dua
Kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
Pura dukh aur adha chand
HIjr kI shab aur aIsa chand

Itane ghane badal ke pIche
KItana tanha hoga chand

MerI karawat par jag uthe
NInd ka kItana kachcha chand

Sehara sehara bhatak raha haI
Apane Ishq may sachcha chand

Rat ke shayad ek baje haIn
Sota hoga mera chand
Pura dukh aur adha chand
HIjr kI shab aur aIsa chand

Itane ghane badal ke pIche
KItana tanha hoga chand

MerI karawat par jag uthe
NInd ka kItana kachcha chand

Sehara sehara bhatak raha haI
Apane Ishq may sachcha chand

Rat ke shayad ek baje haIn
Sota hoga mera chand
Aaj PhIr AapkI Yaad Ayee BarIsh Dekh Kar MaIn Reh Na SakII ApnI BebasI Dekh Kar

Royee ApkI Yaad MaIn Itna K BaIsh BhI Tham Gaye MerI BarIsh Dekh Kar