Inda SMS Messages1123 messages

Milay Na Tujhay Dukh ZIndagi Mein,
Phool Ki Tarha Mehkay To ZIndagi Mein,
Khush Rahay Too Sada, Dua Hay Meri,
Koi Gham Na Bahtkay Teri ZIndagi Me
Dukh chhupay hoay hain hum dono
Zakham khaay hoay hain hum dono
Aisa lagta hay phir zamany ko
Yaad aay hoay hain hum dono
Tu kabhi chandani thee dhoop that main
Ab to saay hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary ko paa kar bhee kuch ganwaiy hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary say sharmIndah
Sir jhukay haoy hain hum dono
Jaisay ek doosaray ki chahat ko
Ab bhulay hoay hain hum dono
Ishq aisa kahan ka
Tumhara jutha pyar ko hamari zIndagi samja,
Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saka,
Tumko bewafa kehne ka kabil na raha
Woh mera tha yeh batana ajeeb lagta hai
Ab us say ankh milana ajeeb lagta hai
Jo zIndagi mein hamara kabhi bhi ho na saka
Ab uska khuwab mein ana ajeeb lagta hai
Baray khaloos say dawat tu us nay bheji hai
Par uski bazm mein jana ajeeb lagta hai
Tha jis ka hath kabhi hamaray hathon mein
Ab us say hath milana ajeeb lagta hai
Mohabat seekh kar karna k bin seekhay mohabat ka
Safar dushwar hota hai
Gireban taar hota hai
Kabhi inkar hota hai kabhi iqrar hota hai
Mohatbbat seekh kar karna
K bin seekhay mohabat tu serabon ki kahani hai
Dukhon ki raj dhani hai
Jo kal ban jai ga badal yeh dary ka woh pani hai
Mohabat seekh kar karna
K bin seekhay mohabat azab-e-zIndagi thehri
Sharab-e-zIndagi thehri na ho takmeel jis ki woh
Kitab-e-zIndagi thehri
Isi khatir tu kehta hoon kisi ustad-e-kamil say
Mohabat seekh kar karna
AQAL Kehti Hai,


Itna nA Girao Khud ko


Dil yeh KehtA Hay


Ankhon se Nikal kr Dekho


ZIndaGi ko BohAz Azeez hon mAin


Dhoond Laitay Hain Hadsaat Mujhay
Usay maine hi likha tha


Usay maine hi likha tha
k lehjey barf ho jayein
to phir pighla nahi kartey
parInday dar k urr jayein
to phir lota nahi kartey
usay maine hi likha tha
yaqeen uth jaye to shayed
kabhi wapis nahi aata
hawaon ka koi toofaan
kabhi barish nahi lata
usay maine hi likha tha
k sheesha toot jaye to
kabhi phir jurr nahi pata
jo rastey se bhatak jaye
wo wapas murr nahi pata
usay kehna woh be''maani adhoora khat
usay maine hi likha tha
usay kehna k deewanay
mukammal khat nahi likhtey...!
Ghum Nahi Bholta Bhulanay Say“
Num Hoe Ankhayen Muskurany Say

Aaj Woh Ajnabi Say Lagty Hain
Janta Hoon Jisay Zamany Say

Doston Ki Parakh Nahi Kerna
Maan Totay Gaa Azmany Say

Jab Say Apnoo Say Chaut Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say

ZIndagi Ki Haqeqaton Ki Kasam
“Dil Ki Batein Hain Bas Fasanay Say “
ZakhAm GintAy Hain

khAwAb likhtAy Hain


Aao mil kr AzaaB LikhtAy hAin


Aao shAmAA Jala kAy yAdoon ki


ZIndagi ki kiTAAb likhtAy Hain.
Tum Bin Jeena Aisa Hy

Zeher Ko Peena Jesa Hy

Tum Se Bichar Kr ZInda Rehna

Hum Se Poocho Kesa Hy

Mera Tum Ko Takte Rehna

Chaand Ko Takne Jesa Hy

Tera Hans Ki Baatai''n Krna

Phoolo''n K Khilne Jesa Hy

Badal tere Pyar Ka Hum-Dam

Aaj Tou Khul K Barsa Hy

Chaand Ki Nazrai''n Jhuk Jati Hyn

Tera Mera Pyar Aisa Hy . . .
Mohabbat Seekh Ker Kerna
K Bin Seekhe Mohabbat Ka Safar Dushwar Hota Hai

Girebaan Taar Hota Hai
Kabhi Inkar Hota Hai Kabhi Iqrar Hota Hai
Mohabbat Seekh Ker Kerna

K Bin Seekhe Mhabbat To Serabon Ki Kahani Hai
Dukhon Ke Raj-Dhani Hai

Jo Kal Ban Jaay Ga Baadal
Ye Dariya Ka Wo Pani Hai
Mohabbat Seekh Ker Kerna

K Bin Seekhe Mohabbat To Azab-A-ZIndagi Thehri
Sharab-A-Zindgi Thehri
Na Ho Takmil Jis Ki Wo Kitab-A-ZIndagi Thehri

Isi Khatir To Kahta Hoon
Kisi Ustad-A-Kamil Se
Mohabbat Seekh Ker Kerna
Usne Mere Hath Ki Lakeerain Dekhein Aur Phir Hans Kar Kaha !

Tujhey ZIndagi Mein Sub Kuch Milay Ga haan Magar ..Mere Siva !