Inda SMS Messages1123 messages

Kitabe dil pe likhte the kitne he afsane!
Kuch kissey naye the or kuch purane.

Kuch unka jikar jo labhi rang-e-jaan se the karib,
Kuch voh jo aye bhi lagte hai begane.

Kuch aise rut, koi mausam aya,
Khushiyo bhare geet lage gun gunane.

Ajj bhi mera dil iss aas par jInda hai,
Ki ek roz to ayegi vo hum se manane
Shayad zIndagi ke sitam abhi aur baaki the
Jo mujhe maut naseeb na hui
Shayad kisi ki mohobatt ke vaade adhoore the
Jo mujhe khushi naseeb na hui
Osay kabhi na kabhi to bicher hi jana tha
Ye haadsa bhi meri zIndagi main aana tha
Wo aik shaks mujhey sari umer tarsay ga
Naseeb us k......k us ne mujhy gawana tha
Usoolon pe jo aanch aaye to takraana zaroori hai
Agar zInda hain to zInda nazar aana zaroori hai

Nayi umro ki khudmukhtaariyon (arrogance) ko kaun samjhaaye
Kahan se bach ke chalna hai kahan jaana zaroori hai

Thake haare parinde jab basere ke liye lautein
Saleeka mand saakhon ka lachak jaana zaroori hai.

Saleeka hi nahin shaayad use mahsoos karne ka
Jo kehta hai khuda hai to nazar aana zaroori hai

Mere hothon pe apni pyaas rakha do aur phir socho
Ki iske baad bhi is duniya mein kuchh paana zaroori ha
Hum chalay jayen to hum ko na bhulana yaro
Aiwan e dil main meri yaad ko sajana yaro
Mana k hum main na thee koi baat ajab si
Meray junoon, meri wafa ko he sarahna yaro

Meri wafaon ki toseef k wastay
Meray khoon e dil say likh sabaq dohrana yaro
Shayad isi tarah zInda rahoon tumhari yadon, tuhari baton main
Meri ghazlon, meray sheron ko gungunana yaro

Yaad aa jaye maah o saal main ik baar jo meri
Meray mazaar pe ik nanha sa diya jalana yaro
Chand phool aur meri dua e maghfirat k
Daba ker qabr main mujh ko na bhool jana yaro
Chalo khuwab ankhon
me saja kr dekhtay
hain,


Chalo hum kisi ko apna
bana kr dekhtay hain,


Khoon k rishton se
atibar to uth gaya,


Chalo benaam rishtay
bana kr dekhtay hain,


ZIndagi asaan ho jaye
shayad hamri,


Chalo hath ki lakeerain
mita kar dekhtay hain,


Andheri shab to kisi
surat katti nahi,


Chalo ghar apna jala kar
dekhtay hain,


Hamay maloom hai k
yum ne hamara hona
nahi,


Chalo tum pr ye zIndagi
luta kar dekhte hein.-:>
udaas tujhe dekhne se pehle
ye aankhein na rahe

khafa ho tum mujhse
tho ye saanse na rahe

agar gham he di tujhe
to teri zIndagi main hum kya
hamari yaadein bhi na rahein
ZIndagi mein tum sy ek lambhi mulaqat ho,

Mil kr bethay hum aur lambhi baat ho,

Baat ka mehwar sirf teri ZAAT ho,

Rukh jaye waqt, phir din ho na raat ho,
aa bhii jaao kii zIndagii kam hai
tum nahii.n ho to har Khushii kam hai

vaadaa kar ke ye kaun aayaa nahii.n
shahar me.n aaj raushanii kam hai

jaane kyaa ho gayaa hai mausam ko
dhuup ziyaadaa hai chaa.Ndanii kam hai

aa_iinaa dekh kar Khayaal aayaa
aaj kal un kii dostii kam hai

tere dam se hii mai.n mukammal huu.N
bin tere terii ''Yamini'' kam hai
Lambe safar mein
Aashiyana ho tum,
Akele raaston ka
Yaraana ho tum,
Sochte hain Tum bin
ZIndagi kaisi hoti,
Kyunki hamari har
Khushi ka Bahana ho TUM...
Dil se dil ka rabta acha laga,
Aaj us ka sochna acha laga,
Jate jate akhri lamhaat main mur kar us ka dekhna acha laga,
ZIndagi bhar us ne jo kuch bhi kia,
Us ka har ik fasla acha lag,
Har taraf thi bewafa logon ki bheer,
Ik woh hi bewafa acha laga,
Woh hayya ki har ada mein sooyie jab,
Paas reh kar bhi fasla acha laga,
Kiyon mohabbat ho gai us say,
Kya baatae hum ko us main kya kya acha laga!
chahay kassa mossam ho
chahay kassa b din ho
koi afsurda bat ho ya chahay koi b ghum ho
himatain nhi khona tum udas mut hona
zIndagi k rastay main mushkilain to atti hein
sath chorr daitay hein
jo hanssi k sathi hein
muskurahatain magar nhi khona
tum udas mut hona