Waqt ki adalat me
Zindagi ki surat me
Ye jo tere haatho me
Ek sawaal nama hai
Kisne ye banaya hai
Kis liye banaya hai
Kuch samajh me aaya hai
Zindagi ke parche ke
Sab sawaal laazim hai
Sab sawaal mushqil hai....
Wo kehti hai k mujhay tum say muhabbat nahi
Tu batao phir
Wo mujhay apni rooh mein utarti kyou hai?
Wo mujhay apnay andar samati kyou hai?
Meray janay par roti kyou hai?
Mein rooth jaon manati kyou hai?
Tu batao phir
Kya yeh muhabbat ki nishani nahi?
Kya wo mujh say muhabat karti nahi?
Pass wo itna tha jaisay dil aur dharkan
Dekhta tu hum dono mein fasla bhi bohat tha Milnay ki tarhan hum mil na paye thay kabhi
Meraaur uska rabta bhi bohat tha Itnay arsay mein bhi usay mujh par aitbar naaya Ye sach hai wo mujhay janta bhi bohat tha Wo mil kar bhi na mil saka ye muqadar ki baat hai
Meinay duaaon mein usay manga bhi bohat tha Ruswaai k dar say wo rakh na saka muhabbat ka bharam
Laikin yeh sach hai k wo mujhay chahta bhi bohat tha
jab kabhi
koi yaad
achaanak ankhein chabho jae
to meri hatheliyon ke lams ki baaz gasht
honton se lagaana use saanson se garm karna or palkon ko band kar ke
ankhon se choom lena
Dil Ki dhadkno Ki awaz Suni he maine, apni ankho se Koi Baat kahi Hai Maine,
Bus 1 dedar k liye Khud ko sambhale Baithe hai,
Jane Ye ishq Me Kaun c raah Chuni He Maine?