Khush na Hamse Dushman e Haider Hua,acha Hua Dushman e Haider Ka Hamse Dil Jala, acha Hua Hogaya Nazdeek Mujse Rab Meraayy Doston
FaTIMa ke Dushmano Se Fasla, acha Hua
Wafa ko naaz hai jis par usay abbas(aS) kehte hein
Lagay jo Saani-e-Haider(aS) usay abbas(aS) kehte hein
alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider(aS)
alam gaaray jo pani par usay abbas(aS) kehte hein
apass mein ye bool rhaay soorma dar ka maray ...
Is dunya mein jeenay kaab khatam hooway din pyaray ...
Tayyar kero jaldi ab qabr mein janay ke...
Ye Dhoom Hai Maidan e Usi Sher Ke aane Ki
Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai
Dil ko Mola kaaza khana bana rakkha hai
Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib
Meine Ghazi(aS) kaalam ghar pe laga rakkha hai
Khatam hai duniya ki tareekh-e-wafaabbas(aS) par
Ibtida jis se bhi ho, haan intehaabbas(aS) par
Saari duniya ko nuseri k Khuda par naaz hai
Naaz karta hai nuseri ka Khudaabbas(aS) Par
Chaadar-e-Tatheer thoraaur barh jaati agar
Ik siraa Zainab(Sa) pe hota doosraabbas(aS) Par
Be amal Dil Ho To Jazbat Se Kia Hota Hai
Zameen Banjar Ho To Barsat se Kia Hota Hai
Na Ho Jis Dil Me ali e Murtaza Ka Ishq
ayy Musalman In Ibadat Se Kia Hota Hai ?
allah woh bhi waqt zamaney me laye ga Dhonday say bhi nishan na batil ka payega Khamosh is tarhan say jo rahey gi Kitab e Haq
Duniya me bolta huwa Quran ayega