aye mavia mardood tu naakaam hogaya Duniya main zikre aal-e-Nabi aam hogaya Meray Hussain per hain Durodon ki barishain
laanaaat teray yazeed kaanjaam hogaya
Kisi bhi Bazm-e-Mahfil main janaali ali kahna Wajood apna batana to ali ali kahna Farishte tum se karain jo sawal Turbat main
Koi jawab na denaaali ali kahna
Be Khouf Hoo Rahe Hai azadari-e-HUSSaIN
Dil Koo Sukoon Hai K aLaMDaR Sath Hai
Sadiyon Se Ek Pal Koo Yeh Panja Na Jhuk Saka aBBaS Tere Hath Pe ZEHRa Ka Hath Hai
Jab bhi jo deta hai Laraib jali deta hai
Khud kabhi aur wasilay se kabhi deta hai
Mang leta hoon to lay aata hai khaliq se magar
Mujh ko dunya mein mera rizq ali(as) deta hai
Tumhare hijr ko wo inteha na keh bethein
Kaheen janab ko wahdat saraa'' na keh bethein
Wajood rakhte huey bhi dikhaii dete nahi
ae Mola bande tujhi ko Khuda na keh bethein
Hai azme Khalili sinoan me, sholoan me phool khila denge
Hathoan me nihan hai zoore ali, Khaiber ka saman dikhla denge
abbas-e-dilawar ke waris, har ek ki pyas bhuja denge
Ye nasl wa mulk wa rango watan, ki sab diware gira denge
Is waqat fiza-e-alam me, bas ek alam lehraega sab thaat pada rehjayega, jab aane walaaayega