aLI (a.s) Wali bhe hai or aLI (a.s) asool bhe hai
aLI (a.s) Imam bhe hai shoher-e-Batool (s.a) bhe hai
agarchay YaaLI (a.s) kehna haram Mazallah!!
To is Gunnah may shamil tera Rasool (a.s) bhee hai
Barasti Barish Ko Dekh Ke Yeh Ihsas Hota Hai
Gham_Hussain Main Yeh Bi GhamGheen Hota Hai
Yeh Badlon Ka Gharjna Yeh Bijli Ka Chamakna Yeh Zor_e_Matam main aur Betaab hota hai
Insaan ki Jabeen Pay Sitaray sajjadiyay.!!
Zakhmoon say Phool Dasht-e-Ballah main Khila Diyay..!
Nok-e-sina pay bool kay mairey Hussain(a.s) nay.!
Tareekh Ki Zaban pay tallay laga diyay..!
para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
ali waalay ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain
para''ey des main bhi apni seekhoon dhoond letay hain
ali waalay ali waalon ki khushboo soongh letay hain
naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay
fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain
jo ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga taziraaL-E-MUHaMaD [a.S] ka no jis mien WaQaS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
Bheja nahi tha SHaIR ko jung ke khayal se,
Lag jaati warnaaag neher mein jalaal se,
Kat kat ke gire zulm ke parcham zamin par,
Teraalam jawan hain 1400 saal se.
jo bhi Darakht-e-Bughz-e-ali mein ataak gaya wo shakhs Rahe-e-Den-e-Khuda say bhatak gaya Kausar ki simt Shaikh jee Lapkey to they mager
Saqi ali hei deakh ker Chera Latak gaya
Saja rakhi thi darya par ajab baraat pani ki
Bahut kerte the ashrare yazidi baat pani ki
Magar sahil pe pahonche thokarain marien chale aye
Bata di Hazrat-e-abbas ne auqaat pani ki.
Khazanay ki jo zeenat ho usay aLMaaS kehtay hain
Tamana pani ki hoti hay toe PYaaS kehtay hain
Jahan peety jain sub pani usy kehtay hain sub darya Jo darya ko pilata hoo usay aBBaS (a.S) kehtay hain!