Ik nazar dekhna un ka tu ye khasa ho ga,
Jane kab tak ke liye mera assasa ho ga,
Khak kar de gi usse hud main jala kar ye to,
Iss Muhabbat ka yahan jo b
hi pyasa ho ga,
dey ke umeed-e-Muhabbat wo mujhe bhool gya,
Ye sitam uss ke to nazdik zara sa ho ga,
Apna ye raz-e-Muhabbat tujhe p
hir don ga bta,
Jab kab
hi yar to hum se b
hi shnasa ho ga,
Iss tarha kar don Amad apni Muhabbat ko bayan,
Mera har shair mere gham ka hulasa ho ga...(Amad Ali)