Mo'azaz ban
ke mehfil main adaa
kari nahi
karta
Main chehre pe
kabhi jhooti aayinaa taari nahi
karta
Mera dushman mere dastoor se waaqif nahi shayad
Jisse main dost
keh doon us se ghaddari nahi
karta
Yahan behtar hai apni zaat
ka hamdard ho jana
Zamana ghum to de sa
kta hai ghum
khari nahi
karta
Mujhy mo'Qa shanasi
ka hunar ayaa nahi ab ta
kJahan matlab ni
kaLta ho samajhdari nahi
karta.........!!!!!!!!!!!!!