Der lagi aane mein tum
ko shu
kr hai phir bhi aaye to
Aas ne dil
ka saath na chhoda waise ham ghabaraaye to
Shafaq, dhana
k, mahtaab, ghataayen, taare, nagmeiN, bijali, phuul
Uss daman mein
kya
kya
kuch hai vo daman haath mein aaye to
Chahat
ke badle mein hum toh bech de apni marzi ta
kkoi mile toh dil
ka gaha
k,
koi hamen apnaaye to
kyn ye mihr_angez tabassum madd-e-nazar jab
kuch b nhi
haaye agar
koi anjaan agar iss dho
ke mein aa jaaye to
suni sunaai baat nahin hai apne upar beeti hai
phool ni
kalte hain sholoN se chahat aag lagaaye to
jhooth hai sab taree
kh hamesha apne
ko dohraati hai
achchha meraa
khwab-e-jawani thoda sa doharaaye to
nadaani aur majbuuri mein yaaro
kuch toh farq
karo
e
k bebas insaan
kare
kya tuut
ke dil aa jaaye to....