a SMS Messages26245 messages



Weather Report Mein Bataya Gya Hai
k Yeh Taiz Hawa apne Sath Sub
Bagirton Ko ley Jay Gi
Is Ley ap Chaat Per Maze Lene Na ana
Warna Kidnap Ho Jo Gay...=P;->


Is Saal aata Sasta Ho Jaye Ga






Kyun K




Tamaam Cricket
Ground Gandum Ki Kasht K Liye Khali Hain...!!;->


Ek Dost ne doosrey se pocha: Batao Nakam Mohabbat ka anjam kiya hota hy.???

Doosrey dost ne kaha

Larka Maamu ban jata hy

Or
Larki Phuppho..,


(Surah: NISa ayat:86)

"aur Jab Koi Tumhen Dua Salam
Kary To Usko Us Se Behtar Dua
Do Ya Phr Usi Tarah K alfaz Keh Do".


WIFE: Tum Ne Kabhi Socha Hai
K Meri Shaadi Kisi aur Se Ho Jaati To Kya Hota?''''

HUSBaND: Nahi, Main ne kabhi Kisi Ka Bura Nahi Socha...!


Jab lite band hoti hai tb sub ki khul jati hai
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
aankh Garmi se. :-)
Zinda raha to tumhara hi saath nibhaon ga
"doston"

Bhoolun To ye samajna k package khatam hogaya... :-)


Faqeer-1 rupay ka
sawal hy Sahab !

Sahab-aray kam as
kam meri auqat dkh kr
maang

Faqeer-10 rupay ka
sawal hy Sahab

Sahab-abay, apni
auqaat dekh ker maang ;->

Judge - Sach Sach
BtaoTum Ne apni Biwi
Per Kis Waja Se Haath
Uthaya Tha

Mulzim - 3 Baato''n Ki
Waja Se
1. Us ki Kamar Meri
Taraf Thi
2. Us k Haath Me Belan
Nhi Tha
3. aur Sab Se Bari
Waja, Mere Bhaagne k
Liye Darwaza Khula
Tha ... ;->



I m home, Please
call
I m work, Please call
I m in a meeting, Call
Me later at
Meeting is cancelled
I m late
See U in
See U at



Pareshan Na Ho
Templates Send
Kiye Hyn ...


a man was lost alone
on an island. 1day he
decided 2 build a
wooden boat.Suddenly
a grl comes & man uses
d wood 4 makin
a bed

Moral: a girl can
change Ur aim ..


Tumhar msg ka intzar rehta hai

subajh sham dil beqrar rehta har

koi joke, koi shair, koi kahani bhejo

tum se rabta karne ko dil lagatar rehta hai

hoti hai khushi mil jaye jo msg tumhara

dair ho jaye, Ji sogawar rehta hai

teray her lafz se roshni photti hai

teray her khayal pe mujhe ikhtiar rehta hai

ab to mushkil hai is package se bachna

10 rupes loan "U" walon ka aksar udhar rehta hai . . . ;->