Once upon a time, Sadaand ada, visited a coal mine to find some diamonds.
Sada takes a right and ada turns left.
Sada has only a shovel, but ada had sophisticated diamond mining tools.
Yet, Sada finds a diamond but ada doesn''t (even after digging for 10 kms) !!!
samachar patro ke kuch majedar add.
)==>kyaaap anpadh hai?
nisulk madad ke liye likhe.
)==>auto repare-nisulk pik-up or dilivery.
ek bar hamari sewa lijiye or aap
fir kahi nahi jayenge.
)==>teacher chahiye-pre-schol ke liye teen saal ke teacher ki jarurat hai,
anubhawi ko wariyata di jayegi.
)==>second hand caar-dhokha khane ke liye kahi or kyu jate hai/hamare paas aayiye
)==>kutta bikri ke liye-sab kuch kha leta hai,
bachho ko to bahut pasand karta hai
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.
ek teacher se puchha gaya ki wo apne bachho ko kya padhate hai?
teacher ne bade aaram se ans diya-
pahle to mai unhe batata hu ki mai kya batyane wala hu,
fir jo batana hota hai mai unhe bata deta hu,
or ant me,mai unhe ye batata hu ki maine unhe kya bataya hai